How TO Get Information From Google When A New Blog Post Is Indexed - पूरी जानकारी हिंदी में
Aap apni blog ya website ki
new post ke index hone par GOOGLE Alert pa sakte haai . duniya ke sabse bade
search engine google ne 2016 me GOOGLE Alert ko lanch kiya tha jisaka use karke
aap blogger ki nayi blog post ke index hone paar alert pa sakte hai .
Aaiye jante is artical me ?
Google alert set karke aap
apni interesting content ki nigrani kar
sakte haai. Agar aap ek blogger hai to iskaa use kar apne naye post ke
notification pane ke liye kaar sakte haai.
Jab bhi aap apane blog par koi nayi blog post publish
karte ho to uske index hone ka pata kaarne ke liyee aap uska keywords google me
search karte haai .
Ya phir iske liye aaapko
google search console ke Inspection tool kaa use karna paadta haai.
Sochiye agar kya ho aapko
aapki nayi blog post index hone par email alert mil jaye.
Iske liye aapko google alert
set up karna padega .kaise karna hai aaj hum aapko is post me btayenge.
New blog post
index alert pane ke liye GOOGLE alert
setup kaise kare?
Aapne google alert kaa use to
kiya hoga , agar nahi to koi bat nahi yaha par hum aapko step by step setup
karne ka trick bta rahe hai.
Step 1:- Sabse paahale aap https://www.google.com/alerts par
jaye.
Step 2:-
1. Apni website kaa "site:yourdomain.com" .code daale
2. Show option
par click kare.
Step 3:-
Ab aapko `creat alert` button ke pass `show
option` dikhai dega . ise khole or niche dikhaye gaye aanusar sabhi ko badle
.aap apni jarurat ke hisab se baadal sakte hai.
1. How
often: As – it –happens
2. Sources :
Automotic
3. Language:
English
4. Region:
Any Region
5. How many : ALL Results
6. Deliver to: Yahaa aapko apani email id add karni ,
jaha aapko suchit kiya jana hai.
Step 4: Finally , aapko CREAT ALERT botton paar click
kaar dena hai.
Ab aapne apni site ke liye Successful alert bana liya hai. jaise hi aapki site google me index hogi , aapko email ke jariye alret mil jayegi.
दोस्तों
अब आओ जन चुके होंगे की गूगल अलर्ट क्या है और कैसे इसका यूज़ करना ही अपनी ब्लॉग
या वेबसाइट के लिए . अगर आपको ये पोस्ट अच्छा लगा तो अपने दोस्तों के साथ जरुर
शेयर करे.
THANKYOU
Post a comment