Dosto aap sabhi ne GST ke
bare me suna hi hoga .ise Kendra sarkar ne ise sal 2017 me lagu kiya tha. GST ka matalab hai Good and Servies Tax
.
![]() |
GST क्या है? पूरी जानकारी हिंदी में |
Isi ke lagu hone se pahale
ham logo ko kai tarah ke tax dene padate the. lekin sarkar ne One Nation One Tax ki tarj par lagu kiya . aaj hum apko saraal bhasha me GST ko bariki se samjhayenge .
To aaiye jante hai GST kya ho
hai ? puri jankari hindi me –
GST ek trike se ek INDIRECT
TAX hai jo tab lagta hai jab hum koi product yaa sorvies kharidte haai . Ab app sochenge ki is tarh se
tax to hum pahale bhi dete the ,fir isme kya naya hai .
isko lagu huye 2 sal se
jyada samay ho gaya hai lekin aaj bhi kai log aise hai jinhe GST ke bare me
jayda jaankari nahi hai .
To agar aapko bhi iske bare
me nahi pata haai or aap iske bare me janana chahaate ahi to aap bilkul sahi
post padh rahe haai .
Aaj isi bare me hum details se jannege ki GST
dusre TAX sytem kaise alag hai . ise kyo shuru kiya gaya tha or iske fayde or
nuksan hai . GST kya hai , GST kya hota hai.
GST KYA HAI ?
GST ki fullform hai GOOD AND
SERVIES TAX , yani vastu tatha sewa kar . ye bhaarat me ek INDIRECT TAX hai.
Jiska upyog saman ko kharidne or sewao ki aapurti par kiya jata hai .
Aapko pata hoga pahale hum
log kai tarah ke tex jaise sels tx , exazise tax , servies tax pe karte the .
lekin ab hum sirf alag –alag tarah ka GST bharaate hai .
Sarkar ka maksad tha ki pure
desh me kissi bhi product yaa servics par ek hi rate lagana . matalab aap desh
kisi kone me rah rahe ho lekin kisi saman par aapko ek tay tax hi chukana hoga
.
GST KI KYO
JARURAT PADI?
Agar aap soch rahe hai ki jab
tax system pahale se hi tha to ise kyo lagu kiya gaya. To dosto iska aasan sa
karan hai purane system me gadbadi .
ji ha purane tax system me kamiya hone ke
karan sarkar ne One Nation
One Tax ko lagu kiya.
Chaliye aapko example ke sath puran system samjata hu.
Man lijiye kisi Factory me koi saman Manufacture hua fir usko market me bikaane ke liye
nikala gayaa. Jaise hi wo Factory se nikla us par laga utpad tax jise English me EXISE DUTY kaha jata
haai.
Iske aalwa kaabhi- kbhi
samano paar extra shulk bhi lagya jata tha tha. Jab factory ka maal dusre rajyo
me jata tha to us par laagta taa enty tax .
Jab mal market me bikta tha
to us par VAT yani sels tax lagata ta. Kai
bar hum logo ko purches tax bhi chukana padta tha. Wahi agar koi LUXURIOUS
saman hai to us par LUXURT TAX bhi lagta
tha .
Ab agar Factory ka wo maal kisi restro ya hotal me becha ja raha hai to servies tax bhi
hame bharana padata tha . sadharan bhasha
me samjhe to jab tak CONSUMER ke hath me koi product pahuchata tha to use usase
pahale us par kai tarah ke tax lag chuke hote the .
GST KYO LAYA GYA?
Bhartiya sambidhan ke mutabik
, Kendra sarkar samano ke Manufacturing or sewao
par tax lag asakti thi jabki rajy sarkar ko samano ki sale par tax lagane
ka adhikar tha.
Isi karan kisi bhi saman par
kai tarahke tax lag jate the . kabhi –kabhi grahak ko tax ke upar ka bhi tax
dena hota tha . isliye sarkar ne ek aisa tax taiyar kiya jo PRODUCTION se lekar
Sale par ek hi ho .
Sarkar ne GST ko sirf ek hi
Aadhar diya hai wo hai supply yaani sare tax khatam ho gaye or sirf supply ko
tax lagane ka aadhar banaya gaya . Sansad me sambidhaan sanshodan ka bil paass
kraya gaya or pure desh me sirf tax sistam lagu hua jo hai GST.
GST KI VISESHTAY (Adavantages of GST IN HINDI)
GST lagu hone ke bad desh ki
aaam jaantaa ko kafi fayda hua kyoki iske laagu hone ke bad kisi bhi saaman
par ek fixed tax hi lagta hai.
* Ab tax system pahale se jyada
aasan ho gaya hai.
* aam janata ko tax ke upar kar
naahi chukana padata hai.
* GST lagu hone ke bad heraferi ke
mamalo par bhi rak lagi hai.
*
purane tax system me costumer ko 30-35% chukana padta tha lekin GST
lgane ke bad tax maximum 28% lagata hai.
Aaiye ab ek najar dalte hai
GST lagaane se pahale saman ki tax daro or bad ke badlawo par.
GST Ka Gharelu Kharch
Par Asar-----
Category
|
Before GST
|
After GST
|
Food
|
12.5%
|
5.00%
|
Entertainment
|
30.00%
|
28.00%
|
Transportation
|
15.00%
|
18.00%
|
Household – Personal Care
|
28.00%
|
18.00%
|
Mobile Phone
|
15.00%
|
18.00%
|
Insurance Premium
|
15.00%
|
18.00%
|
Credit Card Bills
|
15.00%
|
18.00%
|
Tin Prakaar Se Lagega GST - Three Types Of GST
·
Central Goods and Service Tax (CGST)
·
State Goods and Service Tax (SGST)
·
Integrated Goods and Service Tax (IGST)
Chaliye ek example se samjhate hai ki ye tin tax
kaise lagenge.
Jab koi samaaan ek rajay me banyaa jata hai or use usi
rajy me spply kiya jar aha hai to us samaan par CGST or SGST lagega. Matalb
Kendra or rajy sarkar me tax brabar – brabar share hogaa .
Wahi , agar koi samaan ek rajay me ban raha hai or uase
dusre rajay me suppaly kiya jar raha hai to uas par IGST lagega . Is tax ko
Kendra sarkar legi.
Gst Ki RATE – Rate of GST in hindi---
Desh ki GST Council ne GST ke liyee 5 alag- alaag slebe tay kiya gaya hai.jo ki hai 0%, 5%, 12%, 18% or 28%।. jo saman jarurat ki hai un par ziro % tax or jo saman kam jaruri hai un
par jayda tax.
Jaise kacha mal (anaj, sabjiyo) par zero % tax lagta hai
. wahi agar Air conditioners,
refrigerators, makeup aadi paar 28% GST lagata hai. Bata de ki council ne education
and health ko GST ke dayare se bahar rakha hai .
Gst me Tax Kaise Diya jata
haai?
Chaliye ek chhote example se samjhate hai.
Man
lijiye ek shart ka kapda kisi factory me ban or waha se consumer ke pass
pahucha. To sabse pahale mal WHOLESALER ke pass jayega . WHOLESALER ke pass se
RETAILER ke pass pahuchega or aakhir me consumer ke pass.
Jab shart
ka kapda WHOLESALar ke pass gaya to company ne wholesaler se GST
legaa.WHOLESALER, RETAILAR PAR GST lagayega. Or isi tarah RETAAILER apane
costumer se GST lega.
TAX
CREDIT KAISE MILEGI
GST
system me tax credit bhi tarm hai . Chaliye uska fanda samjhate hai.
Bata de
ki upar diye gaye example me wholesaler or retailer ne jo tax diya wo unhe tax
credit ke rup me wapis mil jayega . jo unhe sarkar degi.
Ye paisa
unhe tab milega jab wo GST ka monthly return bharenge. Isi me unke jariye bhara
gaya tax unko wapis mil jayega . yahi pura process tax credit system hai. Iske
liye wholesaler ,retailers ko bakya apne pass bill rakhani padegi.
GST
RETURN – GST RETURNS IN HINDI
Aasan si
bhasha me samjhate hai ki jaise aap
income tax return file karte hhai waise hi GST return hota hai. Darasal ,GST
system koi bhi kalabajari n ho or karobariyo ke Business paar puri ttarh sse najar rakhi ja sake .
Isiliye gst return bharana hota haai.
Isase sarkar ke pass total sale or purchase or tax pay ka pura data sarkar ke
pass pahuchta hai. Isi ke baad hi businessman ko tax credit hota hai .
GST Me Register Kaise karaye-How to Register in GST
GST return karne ke liye GST website www.gst.gov.in par
click kare. Yaha par aapse kuchh jaruri jankari magi jayegi. Unahe bhar de. Jaise
hi aapka aawedan manjoor hoga or ek
GSTIN generate karke bheja jayega.
Iske aalawa aapko
provisional Login ID and password bhi milega jiske jariye aap portal
me log in kar sakenge.
KISE REGISTRATION
KARWANA HAI JARURI?
Jinki salana
income 50 lakh se jyda hai unke liye resistration karana jaruri hai. Wahi
Northeast India ke rajyo ke businessman ke liye income ki sima 20 lakh fix ki
gayi hai.
दोस्तों कैसी लागी आपको ये जानकारी हमें कमेंट में जरुर बताये | अपने दोस्स्त ,परिवार के साथ जरुर शेयर करे |
Post a comment