How to Link Aadhaar Card with Driving Licence - पूरी जानकारी हिंदी में
Waise
to aadhar card driving licencse ko link karana jaruri nahi hua hai , lekin
bharat sarkar jald jaruri kar sakti hai . sarkar kaa manna hai ki accident ke bad bhage gaye aaropiyo ko
pakdana aasan hoga.
Sath
hi Fake license banaane walo ko bhi roka
ja sakega. Ab aise me sawal yah uthata hai ki aadhar ko licence se kaise link
karte hai. Aaj hum aapko iss post me btayene –
How to Link Aadhaar Card with Driving Licence
Sabse
pahaale apne mobile ke browser ya laptop me sarathi.parivahan.gov.in par jaaye.
Ab
apka driving licencse jis rajy ka hai . us rajy ko select kare . ab aapke samne
ek nahi windo open hogi usme aapko left menu bar me Apply/ Online par click
karna hai . or fir Services on Driving Licence (Renewal/Duplicate/Aedl/Others)
ke option par click kana hai.
![]() |
how to link aadhaar card with driving licence online
Ab
aapke samne ek naya page open hoga jisme aapse fir se aaapka state puchha
jayega . ab apne licencse wale rajy ko select kare . isake bad countinue ke
button par click kare or apne aadaar card se sambandhit jankari de . uske bad
procced par click kare.
![]() |
How to Link Aadhaar Card with Driving Licence - पूरी जानकारी हिंदी में |
Ab
aapke samane aapke driving licencse ki puri jankari hogi , usi ke niche ki
taraf mobile number or aadhar card ka option milega. Iske bad adhar number dale
or mobile par aaye OTP ko dalkar apane driving licencse ko update kar sakte hai
.
Abhi
sarkar ne aaadhar ko driving licences se link karna jaruri nahi kiya hai .
lekin yadi sarkar ne jaruri kaar diya to is trike se apne driving licencse ko
adhar card link se link kar sakenge.
Post a comment