Pan Card Se Aadhar Card Link 2020
Aadhar
se PAN card link karane ki aakhari date najdik aa rahi haai. Agar aise me aapne
bhi abhi tak aadhar se PAN card link nhi karayaa hai ,to jarur karaa le . naahi
to aapka PAN CARD cancl ho joyegaa or aaap iska upyog kaahi nahi kar payenge .
![]() |
pan aadhar link status |
lekin achhi baat yah ki aadhar se PAN card link kaarane kka pura trika behad
aashaan hai . to aaj hum aapko aadhar se PAN card link karaane kaa trika
btayene , jisse aap aasani se dono document ko aapas me link kaar sakange. To aaiye
jante is trikeke bare me .....
Aadhar ko PAN card se link kare.
![]() |
pan card aadhar card link hindi |
.
Aadhar
ko PAN card se link karaane ke liye aapko sabse pahale INCOME TAX ki website https://www.incomeetaxindiaefilling.gov.in./home par jana hoga.isske baad aapko website par
link aadhaar card kaa option dikhega , Jis par click karana hogaa.

Yaha
aap sabse upar apna PAN number enter kaare or iske bad aadhar number ke sath
apna naam dale. Ab aapko captcha code milega , jise enter karna hoga .
Itaana
karne ke bad link aadhar par click kare . is par click karte hi apne-aap verify
hogaa or aapka aadhar PAN card link ho jayega.

Agar
aapkaa nam aadhar or PAN card me alag – alag hai, to aapko OTP ki jaruraat
padegi. Yah OTP aadhar ke sath link aapke mobile par aayegi.
OTP
ko dalte hi aapka aadhar number se link ho jayegaa.
दोस्तों कैसा लगा हमारा आर्टिकल हमें कमेन्ट करके जरुर बताए | कोई समस्या आये तो हमसे बात भी कर सकते है |
Post a comment